Dil ki dhadkano

Dil ki dhadkano
Dil ki dhadkano ki awaz suni h maine,apni ankho se koi bat kahi h maine, bas ek didar k liye khud ko sambhle baithe h, jane y ishq me koun si rah chuni h maine.
  

Jan, 28 2012     160 chars (1 sms)     1795 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sabne Kaha Dosti ek dard hai, Humne kaha dard kabul hai, sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai...
Chaha tha jisko use bhulaya na gaya, jakhm dil ka logo se chupaya na gaya, judai k baad bi itna pyar karta hai dil use, k judai ka ilzam bi us pr lagaya na gya.
Dilke rishte ka koi naam nahi hota.Mana ki iska kuch anjam nahi hota Agar nibhane ki chahat ho dono taraf tamam umar koi rishta naakam nahi Hota.
Pyar ko chod kar koi b baat karo Ab mujhe pyar ki bat se dar lgta he Meri khatir kahi wo na badnam ho isliye unki mulakat se dar lgta h
Aa bhi jaao ki zindagii kam hai.. Tum nahin ho to har khushi kam hai Chehre se hata naqaab, ki duniya bhi jaane ki qayamat kya hai
Jisay TUM chaho SIRF usiko satana.Yuhi na DIL kisi say lagana.Hai agar tum may MOHABAT nibhanay ka garur.To kabhi bhi USKA dil na dukhana
1 Dua mangte h hm Apne Bhagwan se,Chahte h apki khushi pure imman se,Sab Hasratein puri ho apki,Aur ap Muskurayein..."DIL-O-JAAN-SE"
Koi ankhon se baat kar leta hai, Koi ankhon mein mulakat kar leta hai, Bada mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Ab koi zamane mein na sahara nazar aaya Bas tuhi ek hamara nazar aaya Ham tere ishq me is qadar bahte rahe Na tufaan nazar aaya na kinara nazar aaya.
jawaab teri shayari ka.... denge hum shayari mein.... naam tera likh baithe hain.... apne dil ki diary mein....
Hamse koi gila ho jaye to maaf karna,yaad na kar paaye to maaf karna,dil se to hum aapko kabhi bhulte nahi,par ye dil hi ruk jaaye to maaf KARNA.
Tuje apni sanso me mehsus karte he,Hum tere liye jite marte he,tere didar ko tarsti he nigahe,Tujhe khone ke khayal se darte hai he hum.