Deewane hai tere naam ke, is baat se inkaar nahi, kaise kahe ki hamein aapse pyar nahi, kuch to kasoor hai aapki nigahon ka, hum akele to gunehgar nahi.
Wo humari Bebasi ka Mazak banate gayeek Hum hi the jo phir bhi Muskrate gaye Sar-e-Bazar bik raha tha PYAR hamara Or ek woh the jo humari Kimat girate gaye.
Mujh se bichhad kar Benaam ho jaoge,Saudagaron ke hathon Nelaam ho jaoge,Mujh ko acha nahi lgta tumhara har ek se Milna,har ek se miloge to aam ho jaoge
Shama kehti hai Mujhe banaya kisne,jis jis ke Haath lagi mujhe jalaya usne,wo shama kya jise koi jalane wala na ho,wo insan hi kya jise koi Chahne wala na ho