Pyar me bewafai mile to gum na karna,Apni aankhe kisi k liye num na karna,Wo chahe laakh nafrat kare tumse,Par tum apna pyar kabhi uske liye kam na karna.
Shama kehti hai Mujhe banaya kisne,jis jis ke Haath lagi mujhe jalaya usne,wo shama kya jise koi jalane wala na ho,wo insan hi kya jise koi Chahne wala na ho
meri mulakat ko chahe musibat kehna apni nazar ko mere liye nafrat kehna par akele me jab ansoo bhari aankhe meri YAAD dilayeto JAAN use meri MOHABBAT kehna..