Sitaro ki bhid

Sitaro ki bhid
Sitaro ki bhid se churaya hai Tuze, Dil se apna dost Banaya hai Tuze, is riste ko tutne na dena kyunki, is dil k kisi khas kone me chupaya hai Tuze...!!!
  

Feb, 01 2012     153 chars (1 sms)     1317 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

hum nay kab us say mulakat ka wada chaha, dur rah kar usay aur bhi ziyada chaha, yaad aya mujhay wo bari shidat se, bhool janay ka usay jub bhi erada chaha
wo hamare hi samne mehfil me aakar baithe hai,hatho me hamara dil chupakar baithe hai,jab humne pucha ki kya hai in haatho me,to bahana bana diya mehandi lagaye baithe hai....
Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
Apke saath rahte rahte hume chaahat si ho gayi. Apse baat karte karte hume aadat si ho gayi. Ek pal na milo to bechaini si lagti hai. Dosti nibhate nibhate hume to mohabbat si ho gayi..
Mohabat Wafa ke siwa kuch bhi nahi Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi Unke pas hamare siwa sab kuch hai Par Hamare pas unke siwa kuch bhi nahi
Yeh Ishq Mohabbat hota hai kya, Yeh dil churaana hota hai kya, Zara humko bhi toh bataaon, Yeh dil churana hota hai kya...
Nigaho me aur koi pyaar ke kabil na raha,is kinare ka aur koi sahil na raha,chand jaisa yaar mila hume zameen par,asman ka chand bhi ab didar ke kabil na raha
U mile k mulakat na hosaki, Suraj duba par rat hona saki, Meri khamosh nigahe HAR bat keh gai, aur unko shikayat hai k bat hona saki.
Na karo wo wada jise tum nibha na sako, na chao use jise tum pa na sako, pyaar kisi ka kahan pura hota hai, pyar ka to pehla akshr hi adhura hota hai.
Woh Ek Lafz Ki Khushboo Na Rakh Sake Mehfooz Hum Unke Haath Sari Kitaab Kya Dete
Koi kehta hai mohobat zehar hoti hai, koi kehta hai mohobat kehar hoti hai,hum kehte hai jo tadpati rahi sada kinare k liye,mohobat ek aisi lehar hoti hai..
Hone the khel muqaddar ke ho gaye,hum tuti nau leke samanddar ke ho gaye,khushbu mere haanth ko chhukar chali gai,hum phol sabko baant kar patthar ke ho gaye.