wo jaaye to sahi, hum aane kaa wada karte hai wo roothe to sahi, hum manaane ka Wada karte hai dil todna hai mera to beshaq tod de wo is dil k bina bhi hum unko chahane ka wada karte hai
Mere soch sai wabasta hain yadaain tere.. Tere soch main shaid mera naam nahi.. Rooth ker janai walai itna bhi aihsaas nahi.. Is dil pai kia guzrai gi ghusa hi jis ko raaz nahi........