Yaddein Hi 1

Yaddein Hi 1
Yaddein Hi 1 Baki Reh Gayi Hai,Vo Pal Vo Batein Kaha Ab Yaro,Bas Sapno Mein Hi Kabhi Mil Lete He,Vo Roz Ki Mulaqaate Kaha Ab Yaaro..!!
  

Jan, 28 2012     134 chars (1 sms)     1041 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil Ko Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si HogaiPalke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai
YAAD KARTA HAIN AAPKO TANHAI MEIN DIL DOOBA HAIN GAMO KI GEHRAI MEIN, HAMEIN MAT DHOONDHO DUNIYA KI BHID MEIN, HUM TO MILLENGE AAPKO AAPKI PARCHHAI MEIN
Bewafaa voh nahi hum hi kharab the zeher ki zarurat nahi mar jayenge shrab se. Kaante mehsus hi nahi hue kyonki pyar hi itna tha uss Gulab se.
Teri Raahon ko bas takaa kiye,Aur Aahat ko TERI hum baithe rahe Dil ko to malaal bhi na karne diya,Teri Chaahat hi Hum karte rahe
Tasveer Aap ki jo Dil me basi he,sanse Hamari jo Aap se judi he,DILna todana Tasveer tut jayegi,sanse na rokana Hamari jan chali jayegi.
Intezaar He Meri Zindagi Hai Ab Bekarari Ka Aalam Hai Ab Tumse Mulakaat Ho Ya Na Ho Zindagi Ko Yuin Hi Gujar Jaana Hai Ab
Aakho me akar ruk jate hai aasu,Palko me akar ruk jate hai aasu,dil ko karta hai behne du aasu,magar apko hasta dekh ruk jate hai aasu.
Humne apni ik duniya banai hai,Jis mein rehti main aur meri tanhayi hai,Us tanhayi mein baatein aur yaadein hain uski,Agar batadun sab ko to meri ruswai hai
Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
Khamosiya Teri Mujhse Baate Karti Hai Meri har aah Dard Samajhti Hai Pata Hai Majbur Hai Tu Bhi Fir Bhi Ankhe Tere Didar ko Tarasti Hai
Badi umid thi kisiko apna banane ki Tamnna thi kisi k ho janeki,Kya pata jiske hum hona chahte the Unhe Aadat hi nahi thi kisi ko apna banaane ki.
Pyar chupta nahi aankhen chupaane se,Dil rukta nahi kisi ke samjhaane se.Ruk jaati hai dhadkan tujhe bhool jaane se,Hum tujhe yaad karte hain jeene ke bahaane se.