Kisi roz koi khwab jaror aayega,zindagi me kya khoya ye dikhlayega,tum na samajhna khwab use,kyu ki a yaar ush khwab me tu mujhe tere bin Tanha payega.
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaaye ki, hum aapko yaad kare aur aapko khabar ho jaaye, Aaaj rab se yahi dua hai meri, Aap jo chahe wo aapko mil jaaye
Karte Rahe Intezaar Har Ghari, A Dil Humne Ye Kaya Kho Diya Uth Gaya Yakeen Wafa Se, Jaane Tumne Wo Waada Kyon Kiya Suraj Nei Hansna Aur Taaron Nei Muskuranaa Chhor Diya Aag Thee Dil Mei Mohabaat Ki, Usney Bee Ab Jalna Chhor Diya