Na pine ka shok tha na pilane ka shok tha,hame to sirf najre milane ka shok tha,par kya kare ham nazre hi unse mila baithe,jine nazrose pilane ka shok tha
Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shuru Dobara Intazar Ho Gya
Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage, Kitne benoor hain sapne hakikat ke aage, Koi ruki si dhadkan se puche,kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.
JIYO ITNA K MARNA MUSHKIL HO JAYE, HASNA ITNA K RONA MUSHKIL HO JAYE, KISI SE PYAAR KARNA BURI BAAT TOW NAHI, MAGAR PYAAR KARNA TOW ITNA K BHULANA MUSHKIL HO JAYE