Hosh mein reh kar bhi madhoshi ka aalam rehta hai, Dil ke dariya mein tu na reh kar bhi samaya rehta hai, Kaun janta hai ki khushiyan kahan milti hai, KHUSHI ko agar dhundo to har mod par maut ke Suadagar milte hai
Jiyo Itna K Marna Mushkil Ho Jaye Hasna Itna K Rona Mushkil Ho Jaye Kisi Se Pyaar Karna Buri Baat Tou Nahi Magar Pyaar Karna Tou Itna K Bhulana Mushkil Ho Jaye