Khubsurat kya keh

Khubsurat kya keh
Khubsurat kya keh diya unko,Hum ko chod kar wo sheeshey ke ho gaye,Tarasha nahi tha to pathar they, Tarash diya to khuda ho gaye…
  

Jan, 30 2012     129 chars (1 sms)     1688 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Yeh mausam bhi kitana pyara hai. Karati ye hawayen kuch ishara hai. Zara samjho inke zasbaton ko ye keh rahi kisine dil se aapko pukara hai.
Ishq ne Ranjhe ko Pagal bana diya, Ishq ne Mira ko Zehar pila diya, Maloom nahi kaun hai is ishq ka khuda,Jis ne Hum sab ko ye Rog laga diya
Lekin rukh badalthi hawa tufaan saath layegi Judai ke baad ka yeh Milan hamare pyar ki sachaiye batyegi
Mehfil bani rahe yuhi tumhari, Chahe bikhar jaaye ye zindagi humari, Deewangi iss kadar ban gayi hai, Ke seh naa paaye ek pal judaii tumhari
Kyun Pyaar us par hi aata hai?Jo mil kar bhi naa mil pata hai? ? ?Kaise yeh usse batayein hum?uske bin ek pal bhi reh na paayein hum??
Kahan se aati hai yeh Hichkiya... kaun Fariyad karta hai...Upar wala use Hamesha Salamat rakhe...Jo HUME dur rehkar bhi yaad karta hai.
Dete hai kyu wo dard bas hami ko kya smjhenge wo in ankho ki nami ko lakho diwane ho jis chand kewo kya mehsus karege ek tare ki kami ko
kyon raat din rote ho uske liye jo na tha tumhara ek pal ke liye ashkon se kaho, ab tham bhi jaye main hun tumhari, tumhe jeena hai mere liye
Na Guzrna Ajke Din Kisi Msjid k Pas Se,Khi Log Chand Smzkr Roza N Tod De,Aur Hokr KHAFA Khuda Apse, Khubsurt Log Banana Na Chhod De.
Rona bhi chaho toh woh rone nahi deti,Woh Shakhs toh palke bhi bhigone nahi deti.Aati hai khyaalon mein kaun ye aksar?Jo mujhe kisi aur ka hone nahi deti.
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse, Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse, Bus Ek Umeed Hai Aapse, Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
Sarbati Ankho me Aj Mujko Utar Jane deKal Ki Kal Sochege Aj Hadse Guzr Jane de Me teri hu teri hi rahungi bs kuch pal ke liye teri baho me so jane de