EK Din usse

EK Din usse
EK Din usse bat n hui to dil udas ho gya.Kuch hi pal me wo itna khas ho gaya.Ab tak pata nhi thi dil ki tanhai,Lekin uski judai se uski ehmiyat ka ehsas ho gya
  

Jan, 30 2012     159 chars (1 sms)     1274 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Musafir Ke Raaste Badalte Rahe; Mukaddar-Me Chalna Tha Chalte Rahe; Wo-Kya-The Jisne Hume Thukra Diya, Magar Umar Bhar Haath Malte Rahe...
Kitnay aaye Kitnay Gaye Hum aas Lagaye bethay hain Palkon Pay Angarey Rokay ,Deep Jalaye Bethay hain Koi Hamari Baat Suno! Hum Subha Say aaye bethay hain
Meri duaon mai shamil hai aap is tarah,pholon mai hoti hai khushbo jis tarah,khuda aapki zindagi mai itni khushiyan de,dharti pe hoti hai barsaat jis tarah.
Khyal tha ki hum tujhe razdan bana lete Magar ye log nayi dastan bana lete Tu ek baar muhabbat se dekh leta to hum Zamin khud ko tujhe aasman bana lete
Zindagi Kya Koi Nisaar Kare, Kis Se Duniya Me Pyaar Kare, Apna Saya Bhi Apna Dushman Hai, Kaho Ab Hum Kis Pe Aitbaar Kare...
Chupkese chand ki roshni apko chu jaye.. Dherese hawa kuch keh jaye.. Dilse jinhe chahte ho unhe manglo khudase.. Hum dua karenge Kubul ho jaye
Mat Cheen Apna Naam Mere Lab Se Is Tarah Is Be Naam Zindagi Mein Tera Naam Hi To Hai
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
Bhool kar zaat tum ko yaad kiya.Baat be baat tum ko yaad kiya.Neend bhi rhoot gaye hum se.Hum ne jis raat tum ko yaad kiya
Na khawabo mai dekha, na nazaro mai dekha, Hazaro mai humne ek tumhi ko dekha Gum dene wale to hal pal hai yaha, Har pal khushi dene walo mai ek aapko hi dekha.
Dard na ho jisme wo geet kya hai,Ruth na jaye kabi wo meet kya hai.Is Jahan ki ye anokhi reet hai par,Jo adhuri na rahe wo preet kya hai.........
Masjid ki namaz ya mandir ki dua ho tum,Ho khuda ka tohfa ya khud khuda ho tum,Ae mere Rab khud hi karo faisla,Dil mein rehte ho tum ya dil ki jagah ho tum.