Aankhon me rahe

Aankhon me rahe
Aankhon me rahe dil me utarkar nahi dekha, kashti ke musafir ne samundar nahi dekha, patthar mujhe wo samajhte hai, mai mom hun, usne mujhe chhukar nahi dekha.
  

Jan, 31 2012     159 chars (1 sms)     1090 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kash ye zindagi hasin hoti Khudke chahne se har duva kabul hoti Kehne ko to sab apne hai Par koi aisa hota jise mere dard se taklif hoti
Ishq ki bandishon mei tumsa nahi koi,aashiqi toh hai par tumko yeh pata nahi,bahut gumsum si ho gayi ho ek pukar se,tumhara khumar hai per kaho ki pata nahi.
OR KOI GAM NAHI EK TERI JUDAI KE SIVA, MERE HISSE ME KYA AAYA TANHAI KE SIVA! YU TO MILAN KI RAATE MILI BESUMAAR, PYAR ME SAB KUCHH MILA SEHNAI KE SIVA!!
Ajeeb lagti hai shaam kabhi kabhi.Zindagi lagti hai bejaan kabhi kabhi.Samajh aaye to hame bhi batanakikyu karti hain yaade pareshaan kabhi kabhi.
Nam me kya rakha hai, log chehre ko bhul jate hai, aap $umundar ki bat karte ho, log aankho me dub jate he
Saamne na ho to tarasti hain aankhein,Yaad me teri barasti hain aankhein,Mere liye nahi inke liye hi aa jaao,Aap ka bepanaah intezaar karti hain ye aankhein.
Kabhi to sab Jane pahchane Lagte He,Kabhi to apne bhi begane Lagte HeWo chhod Gaye to Ehsaas Hua,Kabhi kisiko samjhne me zamane Lagte He.
Tumse Bicharne Ka Gum Hum Seh Nahi Sakte Bhari Mehfil Mei Hum Kuch Keh Nahi Sakte Hamare Girte Anson Ko Pakar Kr To Dekho Wo B Kehte Hain Hum Ap K Bina Reh Nahin Sakte
Guzarish hai aap se, Iss haseen chehre ko, Chaand se na rubaru karaeiga, Warna kasam khuda ki, Chaand us ki chandni ko bhi bhul jayega
Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai,Lagakar aag bujhana bhul jate hai,,Ye to aadat ho gayi unki,Rulate hai aor manana bhul jate hai...
Kaun kahega use, ke naacheez hai woh Toote hue dilon ka tabeej hai woh Hai sailaab-e-jawaani ya dariya ki tarah wo khud hi na jaane, kya cheez hai woh
Apne honthon ko badhao ki chuhlun shabnam Apni bahon mei chupao ki, bhuloon sab gum, Chohdo kaya rakha hai een wadon-kasamon mei, Mastiyan baant le, jee le khulkar, na ho koi waham