kismat par aaitabar

kismat par aaitabar
kismat par aaitabar kisko hai mil jaye khushi inkar kisko hai kuch majburiya hai meri jaan warna judia se pyar kisko hai
  

Jan, 31 2012     120 chars (1 sms)     1608 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Roz kisi ka intzar hota hai , roz ye dil bekrar hota hai kaash ke koi samajh pata ki chup rehne walon ko bhi kisi se pyar hota hai
ai suraj tu unko mera paigaam keh dena kushi ka din aur hasi ki shaam kehdena jab wo dekhe tuje bahar akar tu unko mera salaam keh dena
Hoga jo gam apko dard kahi or hoga,Haso jo ap khush koi or hoga,Socho toh jara us anjan k bare mein,Wo anjan hamare siwa or kaun hoga
Dur Nigaho s Kahi Mt Jana Zindgi M Hame Bhul N Jana Zarurat Ho Jb Bhi Tumhe Sahare ki Khuli H Ye Bahein Chale ana...!
Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyon na aaye yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain
Kash Ke Hum Unke Dil Pe Raaj Karte Jo Kal Thi Wo Mohbbt Aaj Karte Hume Gam Nahi Unki Bewafai Ka Arman Tha Hm Bhi Apni Mohbt Pe Naaz Karte.
Parchhai Aap Ki Humare Dil Me He Yaade AapKi Humari Ankho Me He kaise Bhulaye hum Aapki Un Baato Ko Pyar Apka Humari Saanso Me HAI
lamhe judai k bekarar karte hain haalat mere mujhe laachar karte hain aankhe meri pad lo kabhi ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte he
Zindagi ek baar milti hai usko na yun barbaad karo, khushi ho ya gam ka aalam us khuda par aitbaar karo, mohabbat hi to hame jeena sikhati hai is zamane mei isiliye doston kisi na kisi se tum bhi pyaar karo…
Chahat hai kisi ki chahat ko pane kiChahat hai chahat ko aazmane kiWo chahe hame chahe na chahePar chahat hai unki chahat me mit jane
Kyun Pyaar us par hi aata hai?Jo mil kar bhi naa mil pata hai? ? ?Kaise yeh usse batayein hum?uske bin ek pal bhi reh na paayein hum??