Ajnbi se guftgu kya ki kyamat ho gayi or sare sahar me ye khabar aam ho gayi!Ab tumhare bina1pal b karar muskil hai,kyuki dosti ka irada tha or mohbbat ho gayi
Choti-choti baton se takrar na kiya karo,Hamare har mazak ko dil pe na liya karo,Kya pata sath hai aur kitne din ka,Tab tak to pyar mere yar rakha karo
Mera wajood tere naam ka sitara homain jo kahon jo likhon sabhi kuch bus tmhara homera hr dard teri rooh se hokr guzre mera hr ashk teri ankh ka tara ho