Unse hum pyaar

Unse hum pyaar
Unse hum pyaar is tarah karte hai, kuch keh kar bhi kuch keh nahi paate. Mohhabat ko dosti ka karar dete hai, kyu ki unhe hum khone nahi chahte he
  

Jan, 31 2012     146 chars (1 sms)     1207 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aapke khayalon se fursat nahi milti Hume ek pal ki raahat nahi milti Mil to jaata hai sab kuch Bas aapki ek jhalak nahi milti.
Zindagi Se yun chale ilzam lekar bahut jee chuke tera Nam lekar Akele batein karoge ab tum in sitaron Se hum to chale aye tumhe yeh asman dekar
Har shubha ki dhund kuch yaad dilati hai...Har phool ki khoshboo ek jadoo jagati hai,Chaho na chaho kitna bhi par apki yaad aa hi jati hai.
Ankho Me Rehne Walo Ko yad nhi karte,Dil Me rehne wale ki bat nhi krte,aap to hmari rooh me base ho,tabi hm apse milne ki fariyad nhi karte
In Hi Patharon Pe Chal Ke, Aaa Sako To Aao Hamaare Ghar Ke Raste Koi Kahkashan Nahi
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse
Lamhe ye suhane saath ho na ho, kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, aapka pyar hamesha is dil mei rahega, chahe poori umar mulaqat ho na ho..
Rishta banaya hai kabhi bhulana nahi, Apna gum kabhi humse chupana nahi, Jitna bhi satana hai satao, Lekin is rishte ko kabhi Thukrana nahi.
Zindagi taz mahal ho jaye, Chandani khil ke kamal ho jaye, Tum jo ban jaao dost mere, Dil ki dhadkan bhi ek Ghazal ho jaye
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
Pehle khushbuon K mizaaj se Aashna to ho jao Phir kisi gulistan mein kisi phool se MUHABAT karna….!
Khamosh Sannate B Kuch Keh Jate He, Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se, Jis Se B Krte He Dil Me Utar Jate He,