Dhoka na dena ke tujpe aietbar bahut hai,ye dil tere chahat ka talabgar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ke tujse pyar bahut hai
Humare dil me dhadkan aapki sunai deti hai. Aankhon me surat aapki dikhai deti hai. Chalte to hum hai lekin, jab mudte hain to parchhai aapki dikhai deti hai.
Tanhai mein waqt barbad kiya karte hai, Hum har din har pal tumhe yaad kiya karte hai, Mein nahi janta gharwale batate hai, Hum neend mein bhi aapka naam liya karte hai