Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta, iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahi karta, tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera islye apne dard ko bayan nahi karta
chaha na us ne mujhe bas dekthi rahi ,meri zindagi se wo is tarha khelti rahi , na utri kabi wo meri zindagi ki jheel mia ,BAS KINARAY PAR BETHI PATHAR PHENKTI RAHI…