TANHA khud ko

TANHA khud ko
TANHA khud ko kabhi hone mat dena,aankho ko kabhi rone mat dena,bahut khas hain aap hamare liye,is khyal ko apne se juda hone mat dena.
  

Jan, 30 2012     135 chars (1 sms)     1260 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ikrar me shabdo ki ehmiyat nal hoti, dil k jazbat ki awaz nal hoti,ankhe bayan kar deti hai dil ki dasta,mohabat lafzo ki mohtaz nahi hoti
Kisi k Chehre Ne Khushbu Ko Kr Dia Pagal Phir Us K Baad Sama Ka Sama Hua Pagal Jo Unse Mene Kaha Zindgi Bana Lo Muje! To Usne Dheere Se Ek Lafz Keh Dia PAGAL
Zindgi me ane wale bhi kam na hongejane wale bhi kam na honge Maano na maano udas ho jayegi aapki zindgi ab chaHne walo me hum na hoge..
Ap ko bhul jane ka hosla na hua,dur rehkar b dil juda na hua,apse milkar kisi se kya milte,koi ap jaisa DOOSRA na hua....
Hum Tadapte hai unki Yaad me,DiL rota hai unki Fariyad me,Eh Khuda dikha de ek baar Surat unki..Kahin Dum na nikal jaye unke INTEZAR me.
Tanhai ka ye aalam hai ki roneka dil karta haiRo kar thak jaye to marne ko dil karta hai Mar bhi jaye kese aap k liye jine ko dil karta he
Ajnabi ban ke Koi Aaya tha,Aisa Laga Jaise Wo mera Saaya tha,Log karte hai Roshni ghar me...Usne to ''DIL'' me Diya Jalaya tha..
Gehri ankho se jb aap dekte ho hume,Ghabra k hum nAzre jhuka lete h,Kaun milaye aapki ankho se ankhe,Suna he aap ankho se apna bana lete ho.
pyaar kia to unki mohabat nazar ayi,dard hua hume to palke unki bhar ayi,Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.
Dosti ki ek andekhi surat ho aap, Kisi ki Jindagi ki jarurat ho aap, Khubsurat to ful bhi bahut hai, lekin kisi ke liye, ful se bhi khubsurat ho aap...
Dekho koi wada na karo bhool jao gay, Meri yaad zyada na karo bhool jao gay, Main aaun to ker lena gilay shikway saray, Abhi se irada na karo bhool jao gay
Tanhai Ka Usne Manzar Nahi Dekha.Afsos Ki Mere Dil K Andar Nahi Dekha.Dil Tutne Ka Dard Woh Kya Jane.Woh Lamha Usne Kabhi Ji Kar Nahi Dekha.