Yaadon ki dhund

Yaadon ki dhund
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.
  

Feb, 01 2012     160 chars (1 sms)     1449 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kab dil teri yaad me chuur nahi hota,Kab tujse milne ko dil majbur nahi hota,Ye sach hai zindgi me Dil usi ka tut-ta hai jiska koi kasur nahi hota.
Main teraa na hua haqeeqat me ek fasaana magar chaahunga jhooth hi kehde ke tu meri hai taa-umr meri jee jaaunga
Ehsaas Bohat Hoga Jab Chor Ke Jaingay Roengay Bohat Magar Aansu Nahi Aaengay Jab Saat Na De Koi To Awaz Hamain Dena Aasman Per Bhi Hongay To Lout Ke Aaengay
Zindagi har waqt azmaish si hoti hai,apse milne ki khwaish si hoti hai.Mana k apko yad nahi karte,kyunki yad wo ate hai jinko bhulne ki gunjaish si hoti hai.
Tootkar chaaha jisey woh lautkar aaya NAHI uske siwa koi bhaaya nahi Pyar ke saude mein hum barabbar rahe Usne kuchh khoya nahi,maine kuchh paaya nahi
Chahat me kisi ka imteha na lena dosti me kisi ko daga na dena jise tumhare bagair jeene ki adat na ho use lambi umar ki dua na dena
Kuch pal itne haseen hote h k,yaad krke aankho se aansoo baras jate h,kuch logon ko baat krne ki fursat nahi kuch awaz sunne ko tars jate hai.
AAJ MAIN HOON SHAAM HAI TANHAI HAI, TERI YAAD IS KADAR MUJHKO AAYI HAI, AB TO EHSAAS HAI US FIZA KA BHI, JO CHOKAR MERE PAAS AAYI.
Ek Umar Ki Judai Mera Naseeb KarKe Wo Chala Gya Hai Baten Ajeeb KarKe Wfa Ko UsKe Main Kya Naam Doon Khud Door Ho Gya Mujh Ko Qareeb Krke
Ehsas Hoga 1Din Meri Zafa Ka Rula Dega Tume 1Din Khyal Meri Wafa KaInsaano Jesa B Suluk Na_Kia Mujse Hum To Dete Rhe Tume Darza Khuda Ka
Us Ke Ankhon Main Koi Dukh Basa Ho Shayad Ya Mujhay Khud He Vahem Hua Ho Shayad Main Na Pucha k Bhool Gae Ho Mujh Ko Pounch Kr Ankhain Mujhay Us Na Kaha "SHAYAD"
Muskurate hue ankho me sanam aate hai Aap kya jane kaha se mere gham aate hai Aapko hamse pyar me shikayat kya hogi Apko pyar ke andaz hi kam aate hai