Ishq ne inassn ko kya bana diya ,Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya, Do phool ka bhoj na uta sakti thi Mumtaj, Aur shahjahan ne uspe Tajmahal bana diya
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, humein aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai....!