Kya kahoon teri

Kya kahoon teri
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
  

Feb, 01 2012     126 chars (1 sms)     3797 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi.
Kuch Bata Pichle Paher Khuwaab Main Aane Wale Kab Woh Din Aayenge Phir Humko Milane Wale
pyar karo ge to dil tutega. na karo ge to daman choote ga. apna banaoge to roona padega. pass aaoge to khoona padega..
Din sara yaadon me guzar jata hai,Phir bhi raat ko aapka hi khayaal aata hai... Kuch yaadein is kadar ban jaati hain ki,Aaine me bhi chehra apka nazar aata hai
'Dil k bazar me main sabse garib hu,khwabo ki duniya me 1 mai hi badnaseeb hu, unke paas mere liye waqt hi Nahi or log samajhte hai k mai unke sabse kareeb hu..
Dua h k teri dunia me koi gam na ho.dua h k teri muskan kbhi kam na ho.agar kbhi teri palko me ansu aye to dua hai k uski vajah kbhi hm na ho
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyon na aaye yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain
Patthar paani mein mat feko, use koi aur bhi peeta hai, zindagi jeeni hai to muskura ke jiyo, tumhe dekh kar koi aur bhi jeeta hai..
Teri khushi ki khatir tujhse door chale aye,meri muhabbat ka bhi tujhe ilm na hone paye,woh muskarata chehra jo in ankhon mein hai,dil ko behlane ke liye yeh chand hi kafi hai..
Muddat se door the hum tum, ek zamane ke baad milna acha laga. sagar se gehra laga aapka pyar, tairna to aata tha par doobna acha laga....
Yeh faasle yeh raste yeh dil ki majburiya,kab na jane khatam hogi humari duriyan,jo waqt guzara humne un raato mein,un yaadon mein hi basi hai apni kahaniya