Muskarate hai to bijliya gira dete hai.0baat karte hai to diwana bana dete hai. husan walo ki nazar kam nahi kayamat se aag pani mein wo nazro se laga dete hai.
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Teri Khawaish Us Waqt Boht Tarpati Hai Sawan Mei Koi Bund Jb Honto Par Aa Kar Bikhar Jati Hai Meri Rooh Bi Tarpne Lagti Hai Us Pal Jb Thandi Hawa Teri Gali Se Guzar Ke Ati Hai