Main Tera Dil

Main Tera Dil
Main Tera Dil Ban Ke Chalonga Tera Saaya Ban Kar Rahonga Naa Mil Payi Is Zindagi Main Kabhi Lekin Har Modh Tere Saath Chalonga
  

Jan, 30 2012     126 chars (1 sms)     1210 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Saath rehtay rehtay yoon hi waqt guzr jaye ga .. Door hone k baad kon kesay yaad aye ga .. Jee lo yeh pal jab hum saath hai .. Kal ka koya pata waqt kaha ley jaye ga.....
Ek samundr Hai k mere Muqabbil He Ek Qatra He k Mujse Sambhala Nhi jata Ek Umer Hai k Bitani He tere Bagair Ek Lamha Hai k Gujara Nahi Jata
Baatein karke rula na dena, yu chup rehke saja na dena, Na de sake Khushi, to Gam hi sahi, Par JAAN bana ke u bhula na dena
Aaoge Jab Ghar Hamare Deep Jala Lenge,Miloge Jab Hamse EID Mana Lenge,Na Dosti Ki Koi Maszid Hai Na Koi Mandir Jaha Mango Dua Tum,Hum Sir Wahi Juka Lenge.
Dekho meri aankho me khwab kis k hain.Dekho mere dil me tufan kis k hain.Log kehte hain mere dil k raste se koi nahi guzra.To fir ye pairo ke Nishan kis k hain..
Muqaddar Main Likhi Koi Baat Ho Tum Taqdeer Ki Ek Soghat Ho Tum Kar K Dosti Tum Se Mehsoos Ye HuaJ aise Sadiyon Se Yuhi Mere Saath Ho Tum
Dil ki aawaj ko ikarar kahate hai Zhuki nighaho ko izhar kahate hai Khuch pane ka naam hi pyar nahi hota Kuch khone ko bhi pyar kahate hai
Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai reh jaati hai keval aankho mei nami aur yaadein dilon ko tadpaati hain
Sham se meri ye ankhen nam hain shayad is dil me chupa koi gam hai humse hai tanhai, tanha hum haikoi hai jiski yaad me ye ratein gum hain.
Tab tak pyar se pyar mat kar jab tak pyar aap se pyar na kare aur agar pyar aap se pyar kare to usse aisa pyar karo ki pyar kisi aur se pyar na kare.
Hone the khel muqaddar ke ho gaye,hum tuti nau leke samanddar ke ho gaye,khushbu mere haanth ko chhukar chali gai,hum phol sabko baant kar patthar ke ho gaye.
Mre Honto k Mahkte Nagmo Par N Ja Mere Sine me Kai or B Gam Palte He Mere Chehre Pe Dikhawe Ka TABASSUM He Magr Akho me Udasi K Diye Jalte He