Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai....
Us pyari si surat ka phir ek baar deedar de, tadap rahe hain hum aur na intezaar de. Apni aawaz nahin sunani to na suna, aye zaalim ek missed call to maarde.
Safed rang ho agar mehboob ka , toh mohabbat ki detergent khusbudar nazar aati hai, na koi aur hota kharid-dar SURF-EXCEL KA, aur na dhulai RIN-SUPREME ki kam nazar aati hai...!!!