SMS Messages13143 messages

Ae kalam zara dhire chal ye adb ka mukam hai. Teri nok ke niche mere dilbar ka nam hai.
Teri yaado se mehke zahn o dil,tujh se bhichde ge to mar jaege hum,tu khafa na hona meri masrufiyat se,tujh ko har lamhe yaad na agar rakh payege hum
Kisina kisi pe aetbar ho jata hai,Koi Ajnabi yaar ho jata hai,Khubiyon se nahi hoti mohabbat sada Khamiyon sebhi aksar pyar ho jata hai.
Hichkian dilakar humari ulfat kyon badha rahe ho,bas itna bata do yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho.
Chehre ki har muskan ban jata hai koi, dil ki har dhadkan ban jata hai koi, phir kaise jiye zindagi uske bin, jab zindagi jine ki wajah ban jata hai koi..
Zindagi aapke bina adhuri hai, na jane q aapke mere beech me ye duri hai, sochta hu kabhi bhula du aapko ko, per aapki ek muskan meri bahut badi kamjori hai…
Likh sakte kisi ki takdir agar hum, teri takdir me har khushi likh dete, jo mod tumhe kamyabi dilaye,har lakir ko us taraf mod dete
Gam ki ahat bhi na aye tere dar par,pyar ke samandar ka tu bhi 1 kinara ho.Kabhi bhul se jo tapke teri ankh se moti,thame wo jo tujhe sabse pyara ho. Ye rat itni tanha kyu hoti hai, kismat se apni sabko shikayat kyu hoti hai, ajeeb khel khelti hai kismat jise hum paa ni sakte use mohbt kyu hoti he
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...
AANSUO ME NA DHUNDO HUME, HUM DIL ME BUS JAYENGE TAMANNA HO AGAR MILNE KI, TO BAND AAKHON ME BHI NAZAR AAYENG
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Sooni zindagi me hulchul mahesus hui bejan dil ki aaj dhadkan mahesus hui jane kyun aaj aisa laga shayad aapke pyar ki kami mahesus huyi