SMS Messages2181 messages

Khubiya itani to nahi hum me, k kisike DIL main ghar kar jaye, par bhulana bhi asan na hoga, jis DIL me hum bas jaye
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....
Na jane Q ek ansu ankh se jhalka, dil ko shayad tumhari yaad aayi, chahat hai itni tumse milne ki, ke haste hue bhi ankhe bhar aayi
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
Kya kya Tere Naam likhon. . "DIL" likhoon k "JAAN" likhoon Aansu chura k Teri Pyari Aankhon se. . Apni har Khushi Tere Naam Likhoon
Tez Hawa Ka Jhonka Aaya, Phir Khosbu Teri Sath Mein Laaya, Phir Mere Dil Ko Khayal Aay k Lagta hai Aaj phir tu nahi Nahaya
Bas kya yahi tak tha saath hamara intejar hi karte rahe hum tumhara, kab hogi is kambakht dil me roshni aur kab hoga pyaar ka izihaar tumhara.
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
dilon ki daastan use kahan qubul thi meri wafayein uske liye fizool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use… kya yehi meri bhool thi
Mayoos tow hoon mager hona nahi chahti Kia karon mein ussay bhulana nahi chahti Janti hon wo bay khaber hai mujhe se phir bhee Uss k khayal ko dil se mitana nahi chahti
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe