SMS Messages6119 messages

Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota, Sharab kam thi to pani mila diya hota, Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha, To muskura ke sar hi hila diya hota.
Hum ruthe to kiske bharose, Kaun hai Jo aayega hume manane ke liye, Ho sakta hai Taras aa bhi jaye AAPKO, Par dil kaha se laau AAPSE ruth jane k liye
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Kya kahu tumhe? Khwab kahu to bikhar jaoge! dil kahu to tut jaoge! lo, tumhara naam zindigi rakh deti hu... to maut se pehle hamara saath na chod paoge
anjam janata tha magar is dil ko samazana saka janata tha inkaar karoge, magar ikaraar kiye bina rah na saka door hokar tumse ji na sakoonga phirabhi apne jasbaato ko tumhe kabhi samjha na saka
ye khuda unse phirse na milana ke hum kahi ro na de hum toot jayenge, iss baat ka ghum nahi whein badnaam ho jayenge iss baat se darte hai
jismein inkar nahin wo ikrar kaisa, jismein haya nahin wo shringar kaisa, dard se hi hoti hai ishq ki intehaan, jismein dard nahin wo pyar kaisa....
fir wahi fasaana afsaana sunaati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho.
Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon, waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon, tum paas ho to is raat se ek raat chura loon, tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon.
yaa khuda teri ibaadat me maine, kaun sa gunAh farmaya, ke tune dil to diya lekin, andaaz -e -dillagi nahi sikhaya
ye kaisaa hai ehsaas, tu hi tu hai dil ke paas, neend hai ki aati nahin, aur badhti jaati hai pyaas!!!
chakh liya zaayeka-e-shayari jab se, lafzon me tarannum si aa gayi hai, arz-e-zubaan-e-ishq machal hi jati hai jab bhi tere chehre ki tabssuum yaad aati hai....!!!