SMS Messages6119 messages

Santa- Maine kabhi bhi shadi nahi karuga aur aur aur Aur Na Hi Apne baccho ko karne Dunga.
1 Ship me 300 Sardar ja rahe the, bina Ship doobe sabhi doob gaye Kaise??Ship band ho gaya our sare Sardar dhakka dene k liye utar gaye
SANTASamose K andar ka masala kha raha tha.BANTA:Yeh kya hai?SANTA:doctor ne mujhe bahar ka khana mana kiya hai!
3sardar bed pr so rhe the ar un tino ko jagh thik se nai ho rahi thi.1srdar bed k niche sone chala gaya.2re srdar ne use kaha"Ab jagah ho gai upr aja"
SANTA car ki battery change karwane gayaMchanic- Sahab, Exide ki daal doon?SNTA- Nahin yaar,dono side ki daal de,warna phir problem hogi
Santa Pilot se head phoneCheen Raha hota hai....Pilot : Yeh Kya kar rahe ho ?Santa: Ticket Hum Dein Aur Gane ( Songs) Tu Akela sune
Santa ka radio kharab hua usne khol k dekha, andar mara CHUHA mila, ye dekh k santa gusse me bola oh ho chalega kaise singer hi mar gaya hai
Santa:Ladki ko "I love U" bolne ki sbse achhi jagah?Banta:Mandir Santa:wo kaise?Banta:kyoki waha unhone sandle nahi pahni hoti hai
Advocate:Talak karvane ke 5000 lagenge...Sardar:Pagal ho,Panditji ne 51 mein shadi karvai thi...Advocate:Dekha saste ka natija!!!
Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.
Sardayaar meri biwi ghar chodkar bhag gai..Mona: tune use pyar se nahi rakha hogaSardanahi yar sagi behan se bhi badhkar rakha tha
Sardar ko ek blank message aaya, phir sardarne usi mobile ko phone karke bola,tumhe malum hai tumhare mobile ka ink khatam ho gayi hai...