SMS Messages116 messages

Khamosh palkose behkar jab ansu ate hai,aap kya jane aap Kitne yaad ate hai,aaj b us modpe khade hai,jaha aapne kaha tha thehro hum abhi aate hai…
Kitne Badal Gaye Hai Woh Halat Ki Tarah..Khamosh Baithe Hai Guzre Lamhat Ki Tarah..Hum Kya Un K Husn Ka Sadka Utar De..Hume Pyar Bhi Mila To Khairat Ki Tarah..
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi, Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi, Bharne ko to har zakham bhar jayega, kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi.
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi, phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
Koi ankhon se baat kar leta hai, Koi ankhon mein mulakat kar leta hai, Bada mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Dil gumsum, Zubaan Khamosh, Aankhein aaj num kyon hai. Jo kabhi apna hua hi nahin use aaj khone ka gum kyon hai...
Kaash vadon ka matlab wo samajhte, Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte, Nazar milti hai hazaron nazaron se, Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte
Jinki tamana dil me thi, Judai ab hum unki sehete hai. Furat nahi unhe humse baat karne ki, Is liye hum har waqt khamosh se rehte hai.
Dil gumsum, zuban khamosh Yeh aankhen aaj nam kyon hai. Tune kabhi paaya hi na tha, To aaj khone ka gam kyon hai.
ZUBAN KHAMOSH,ANKHON ME NAMI HOGI,YHI BAS EK DASTAN-E-ZINDAGI HOGI,BHARNE KO TO HAR ZAKHM BHAR JAYEGA,KAISE BHAREGI WO JAGAH JAHAN APKI KAMI
Taqdeer Ka Gham Dunya Mein Sitam Har Haal Mein Sehna Parta Hai Shiqwa Bhi Zuban Per Late Hain Khamosh Bhi Rehna Perta Hai
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.