SMS Messages162 messages

Darte Hain Aag Se, Kahin Hath Na Jal Jaye..... Darte Hain Waqt se, Kahin Der Na Ho Jaye... Darte Hain Maut se, Kahin Hum Bichadd Na Jayen... Darte Hain Aapse, Kahin Pyaar Na Ho Jaye...........
Kya kahu tumhe? Khwab kahu to bikhar jaoge! dil kahu to tut jaoge! lo, tumhara naam zindigi rakh deti hu... to maut se pehle hamara saath na chod paoge
Pyar me maut se darta kaun hai.pyar to ho jata hai karta kaun hai.aap jese yar pe duniya qurban hai aur aap kahete ho humpe marta kaun hai
Aasman ko neend aye to sulaye kahan..Dharti ko maut aye to dafnaye kahan..sager main lehr ae to chupain kahan..Hamain yaad ap ki aye to hum jain kahan....!
Bata e ajnabi tera kya naam rakhun, Khawab rakhun to adhura reh jayega, Dil kahun to toot jayega Aa tera naam zindagi rakh doon, Maut tak to tera saath rahega
Hosh mein reh kar bhi madhoshi ka aalam rehta hai, Dil ke dariya mein tu na reh kar bhi samaya rehta hai, Kaun janta hai ki khushiyan kahan milti hai, KHUSHI ko agar dhundo to har mod par maut ke Suadagar milte hai
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!
hame maut ka intezar na hota gar jindagi hamne payi na hoti,ham kisi ko ho jate gar wo is dil main ayi na hoti
Mulakaat maut ki mehmaan ho gai. Nazar ki duniya veeraan ho gai.. Ab to meri saas bi meri na rahi.Ye zindagi apki dosti par KURBAAN ho gai
Kyo hame maut ke paigam diye jate hai, ye sazaa kya kum hai ki hum jiye jate hai, ek unhe hamari parwah nahi, ek hum hai jo unka naam liye jate hai...
Meri khata pe naraz na hona na apni pyari si muskan khona kasam hai tumhe SANAM mujhe maut bhi aajae to mat rona