SMS Messages797 messages

Hamari mehfil ko fasana mil gaya, hamari gazlo ko afsana mil gaya. Aapki pyar aisi mili jaise khuda ki taraf se koi nazrana mil gaya.
Deewane hai tere naam ke, is baat se inkaar nahi, kaise kahe ki hamein aapse pyar nahi, kuch to kasoor hai aapki nigahon ka, hum akele to gunehgar nahi.
Chupke se koi dil me sama jata hai, jise hamko tadpane me maza ata hai, koi itna dard de jata hai, par kambakt dil ko usi par pyar ata hai.....
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
jhuki nazaro se ikrar mat karna, nazre utha kar inkar mat karna, rat bhar tarste ho kisi ki yadon me, dusron ko kahate ho kisi se pyar mat karna?
Mumkin nahi shayad kisi ko samajh pana, samjhe bina kisi se kya dil lagana, asan hai kisi se pyar jatana, bahut mushkil hai kisi ka pyar pana...
Tarasti Nazaro ne har pal aapka didar manga, Jaise Amavas ne har rat Chand manga, rooth gaya wo Khuda bhi hamse, har dua me Aapka Pyar Manga...
Na karo wo wada jise tum nibha na sako, na chao use jise tum pa na sako, pyaar kisi ka kahan pura hota hai, pyar ka to pehla akshr hi adhura hota hai.
Jhuki nazro se ikrar mat karna,nazre utha kar inkar mat karna,raat bhar tadapte ho kisi ki yado me,aur dusron ko kahte ho kisi se pyar na karna.
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye, har nazar me bus pyar nazar aye, tumhe jiski talash hai Dost, khuda kare wo khud tumhari talash me aye....:
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
Dhoka na dena ke tujpe aietbar bahut hai,ye dil tere chahat ka talabgar bahut hai, teri surat na dekhe to dikhai kuch nahi deta, hum kya kare ke tujse pyar bahut hai