Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahin, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahin, kismat ne sab kuchh diya hamen, sirf diya hamara woh yaar nahin.
Ek shaks se mujhe itna pyar kyu haiInkar karne par bhi chahat ka ikrar kyu haiUse pana nahi hai meri taqdir me shayadFir har mod par usi ka intzar kyu hai