Lamho mein jo kat jae wo kya jindagi aansuo mein jo beh jae wo kya jindagi jindagi ka to falsafa hi kuch aur hai jo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi
Hum Hawa Ke Jhonke Hain Guzar Jayenge,Khamoshi Se Tumhare Dil Me Utar Jayenge,Pake Tumhari Dosti Ye Hua Ehsas Dost,Tumse Bichhad Kar Hum Mar Jayenge...