Hotho pe hasi

Hotho pe hasi
Hotho pe hasi khil rahi thi, Aakho me dard soya tha jamane walo ko kya pata k ye Aaj hasnewala kal kitna ROYA tha..!
  

Jan, 24 2012     116 chars (1 sms)     1843 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Apke bicharne ka dukh hm seh nhi sakte, bhari mehfl me ye keh nhi skte mere girte ansu pakad k dekh,vo bhi kehte he hm apke bina reh nhi skate
Dur hi sahi kinara to hai timtimata hi sahi sitara to hai,ho jati hai tumhari yaad se hi tasalli,tinka hi sahi sahara to hai.
DOOR UFAQ PAR SHAAM UTAR AAI, UNKI YAAD DIL ME UTAR AAI, YAAD UNKI AAI JAISE KHILE PHOOL KOI, YAAD UNKI AAI JAISE SUBHA MUSKURAAI,
Be-aitbar waqt pe jhujhla ke ro pade,Kho k use kabi,kabi pa ke ro pade,kab tak kisiki yad me royenge,Khud Ko kitni bar ye samjha ke ro pade.
Jis kisiko bhi chaho woh bewafa ho jata hai.Sar agar jhukao to sanam khuda ho jata hai.Jab talak kaam ate raho humsafar kehlate raho,Kaam nikal jaane par humsafar koi doosra ho jata hai.
Meri zndgi teri panaho me rahe,zindagi ki khusiya teri baho me rahe,tere labo pe rahe meri muskurhat,aur tere ansu meri nigaho me rahe
Has Ke Milate The Kabhi..Ab Mil Ke Hasate He..Vo Bhi Kya Maherbaani Thi..Ye Bhi Kya Maherbaani He.
Man Se Man Ka Meet Mile Honto Ko Aisa Geet Mile Bahut Dekh Chuke Hai Makhmal Me Lipti Hui Bewafai Ab To Dil Ko Saccha Preet mile
SAZAA denewale Humse RAZA poochte hai.. Jab Jee Rahe hai to jeene ki wajah Poochte hai.. Dete hai khudi humko ZEHER.. Aur kitna hai Asar ye poochte hai ....
Kisi Ki Umid M Tum Aise Khoye The Palko S Pta Chala Tum Rat Bhr Roye The Dhimi Si Aahat S Tumhare Karib Ana ChahaJane Kyn Aisa Lga Tum Hume Yad Krte-2 Soye The
Tum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
Aj b unki nazronme raaz wohi tha,chehra b wohi tha,chehre ka libas b wohi tha,kse usko bewafa kehdu yaro,aj b unke dekhneka andaz wohi tha!