Dard e dil ne

Dard e dil ne
Dard e dil ne dekho kitne gam jele hai, mere masoom dil me zakhmo ke mele hai, mehfil ki khwahish thi muje yaro, dekho zindagi me aaj hum kitne akele hai.
  

Jan, 25 2012     154 chars (1 sms)     2088 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tanhai ka Lamba safar katta nhi Aapke bina koi achcha lagta nahi Koi nhi jo puchle Dard e Dil ka haal Tumhare intzar me Dil he be-hal
Kab Ki Pathar Ho Chuki Hein Ye Meri Aankhein Magar Chhooke Jab Dekha To Haath Geele Ho Gaye
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga, Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga... Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se, Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga
Hum to humare liye kuch kar na sake, jin k liye kiya wo samajh na sake, koi khel gaya u apne se, sisak te rahe par mu se aah bhi na nikal sake
Wo samundar nahi aansu the humare,jis par wo naao chalate rahe,manzil mil jaye unko duwa thi humari,isliye hum aansu bahate rahE
Jinka hamne ashiyana banaya..Unhone hame hi nishana banaya..Bahut koshish ki unhe apna banane ki..Har baar unhone hame begana banaya.
Socha Karte Hai Hum Yuhi Kabhi Ke Tum Na Hote To Kya Hota... Dil Me Hota Kitna Dard Aur Safar Kitna Tanha Hota. .......
duniya ka atbar kare bhi to kya kere apni ankh ka anshoon bhi apna na hua
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Anjane me hum apna dil gawa betheis pyar me kaisa dhoka kar bethe unse kya gila kare bhul hamari hi hjo bina dilwalon se dil laga bethe
Yah Dard Mere Hai Inhe Mera Hi Rahne Do In Per Haq Mera Hai Itna Sa To Mere Pass Rahne Do.
Yu dil se dil ko juda na kijiye, jara soch samajh kar ye faisla kijiye.. Agar aap ji sakte hai hamare bin, to hamare marne ki b zaroor dua kijiye...