Maayusiyon ki dhool

Maayusiyon ki dhool
Maayusiyon ki dhool se har naksh hai dhundhala tera.Maine kabhi Ae zindagi dekha nahin chehra tera.Tu bhi kabhi mehsoos kar kya hai bikharne ki tadap.Ek roz bazi yu saje sheesha tera pathar mera.
  

Jan, 25 2012     195 chars (2 sms)     2110 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kab toot jaye... kasam hi to hai,Kab badal jaye... nazar hi to hai,Aap mere saath ki aadat mat daalo,Kab khatam ho jaye...SAFAR hi to hai....
viswas ban k log zindgi me ate hai,khwab ban k ankho me sama jate hai,pahle to yakin dilate hai k wo hamare hai,phir na jane kyo tanha chhod jate hai.
SHAM HOTE HI CHIRAGON KO BUJHA DETA HUN MAIN DIL HI KAFI HAI TERI YAAD MEN JALNE KELIYE
KAANTO ka dard phoolon ki daali hi samjhe, phoolon ka dard baag ka maali hi samjhe,Yeh kaisi 'REET' banayee kudrat ne, Deepak ka dil jale or log diwaali smjhe.
Aaj hum hai,kal hamari yade hogi Jab hum na hoge,tab hamari bate hogi Kabhi paltaoge zindgi k panneTo shayad apki ankho se barsate hogi
Khwaab Dekha Bhi Nahi Aur Tut Gaye Woh Humse Mile Bhi Nahi Aur Ruth Gaye Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi Ek Baarish Hi Thi Jo Saath Roti Rahi.
Mera kya hai ek roz jahan se rukhsat ho jaunga,Mere baad na aankho se moti bahana tum.Tere bina jinda laash hun mujhe koi ehsaas nahi,Chhukar mere jism ko koi nayi aas na jaganaa tum.
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hain Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hain
Neend Walo Ko Kya Khabar Iski,Ki Jage Hain Kaun Raat Bhar Tanha..Log Soye The Band Kamro Me,Chand Bhatka Hai Raat Bhar Dar-Ba-Dar Tanha..--
Mohabbat mein laakhonohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
Tumhare Gam Ki Dali Utha Ke Juban Pe Rakh Li Hai Dekh Maine Ye Katra Katra Pighal Rahi Hai Main Katra Katra Hi Ji Raha Hoon
Woh jo apna tha wahi aur kisi ka kyun hai Yahi duniya hai to phir aisi yeh duniya kyun hai Yahi hota hai to aakhir yeh hi hota kyun hai…