Us Ne Mujh Se Poocha Ek Roz Tume Chahne Walon Se Dar Kyun Lagta Hai Kyun Baghte Ho Kyun Khamosh Rehte Ho Kyun Tanha Rehte Ho Muje Koyi Jawab Na Mila Kehne KoBusEk Ansoon Gira Aur Rul Gaya Khak Mein
Dil ke kareeb aa ke wo jab dur ho gaye,Sare haseen sapne chur-chur ho gaye,Humne vada nibhaya to badnami mili,Aur wo "BEWAFAI" karke bhi mashur ho gaye....
Juba khamosh oR ankho me nami hogi, yahi bas ek dastan e jindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jaega, kaise bharegi wo jagah, jaha TERI kami hogi..!