Ghamo Main Rehte

Ghamo Main Rehte
Ghamo Main Rehte Rehte, Khushi Ka Tarana Bhool Gaye, Teri Yaad Main Aansu Bahate Bahate, Hum Muskurana Bhool Gaye.
  

Jan, 25 2012     114 chars (1 sms)     1095 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo yuhi ruth gaye, sare armaan mere tut gaye,nafrat ka dhong aise dikhaya,ki wo pathar bankar jeena lage aur hum shisha bankar tut gaye.
Jabbi yad karo pyar se karna, jab b muskrana dil khol k muskrana, jab b rona zara kam hi rona, magar jab kisika dil todna zara sochke todna.
Roshni kab kam hui ye pata na chalakab khushi gham hui ye pata na chala Unki yaad me is tarah dube hum,ankhen kab nam hui ye pata na chala.
Ulfat ka aksar ye dastur hota hai, jise chaho wahi dur hota hai,dil tut ke bikharta hai iss kadar jaise kaanch ka koi khilona churchur hota hai..
Naa jaane kyu hame aansu bahana nahi aata. Naa jane kyu haal-e dil batana nahi aata. Kyu wo bichad gayi humse,shayad hame hi sath nibana nahi aata.
Manzil na pa sake to kya hosla to hai Saath nahi karwaan to kya rasta to hai Uthenge kadam phir se manzil ke taraf Koi nahi saath to kya, khud pe bharosa to hai
Dosti karo to dhoka mat dena, dusro ko aasu ka tohfa mat dena, dil se roye koi zindagi bhar, aisa kisi ko moka mat dena..
Har smandar k kinare hote he,kuch dost apne jan se bi pyare hote he fir kyu kehte he log k akale rah gay hum,zindgi me yaado k b sahare hote hai
Un Logo Ka Kya Hua Hoga, Jinko Meri Tarha Gum Ne Mara Hoga, Kinare Par Khade Log Kya Jane, Dubne Wale Ne Kin-Kin Ko Pukara Hoga
Paas aakar sabhi door chale jaate hai,Hum akele the akele reh jaate hai,Dil ka dard kise dikhaye,Murham lagaane wale hi zakhm de jaate hai..!!
Husn wale khub wafaon ka sila dete hain, Har mod par ek jakhm naya dete hain, Dost” is jahan mein koi apna nahi, Jab aag lagti hai to patte bhi hawa dete hain
Hasne ke bad kyon rulati hai duniya,jane ke bad kyn bhulti hai duniya.Zndgi me kya kuch kasar baki ti,jo marne ke bad bi jalati hai duniya,