Mere janaazey ki

Mere janaazey ki
Mere janaazey ki peechey saara Zamaana nikla,Magar woh na nikla jiskey liye mera janaaza nikla.
  

Jan, 27 2012     95 chars (1 sms)     1028 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tanhaiyaan bhi naa mayassar ki hum jee bhar k role, Manale gham thora sa, k ansuoN ko bhar bhar ke role,
Aankhe royengi aap ke jane ke bad,Yad ayegi ap k jane k bad,O jane wale palat k dekh lena jara sayad ye zindagi na rahe ap k jane ke bad.
ABB UMAR HO GAYI HAI DIL KI KITAB MAIN KUCH KHUSK PATON K SIWA KUCH NAHI RAHA JAZBE TAMAM KHO GAYE LAMHON KI DHOOL MAIN ABB DIL MAIN DHARKANO K SIWA KUCH NAHI RAHA
Sharabi ilzaam sharab ko deta hai. Aashiq b ilzaam shabaab ko deta hai. Koi nai karta kabul apni bhul. Kanta b ilzaam gulab ko deta hai.
Kuch ajib faslo ka janm ho raha h, nasib mera jagkar b so raha h, kese keh du tuta dil dhadkta nhi, jbki dil ka hr tukda ro raha h.
Gam-e-zindagi ke maare hai.....! Har bazi jeet ke haare hai.....!Ye jo meri zoli me patthar hai.!Sab mere chahne walo ne mare hai.....!
Kabhi jazbaat to kabhi yaadon ko dafan karte hai, kabhi aansu to kabhi dard piya karte hai, kya khub taqdir di hai khuda ne, har roj mar mar ke jiya karte hai.
Bheeg jati hai palke tanhai me,Darte hai ke koi jaan na le,Pasand karte hai, bahot tez barsaat me chalna,Kahin hume rote hue koi pehchan na le..
Hame apni dosti ka hisaab nahi aata,aapka palat kar koi jawaab nahi aata.. Hum to aapki yaad me sote tak nahin,aur aapko sokar bhi hamara khwaab nahin aata...
Koi kuch na kahe to pata kya hai,Is bechain khamoshi ki wajah kya hai,Har koi chhod jata hai Tanha humein,Koi yeh toh bataye ki hamari Khata kya hai
Lafz ki shakal me ehsas likha jata he,Yani garmi ko pyas likha jata he,Mere jazbat se wakif he kalam b mera,Me wafa likhu to tera nam likha
Wafa na kar pau to naraz mat hona dilse utar jau to naraz mat hona pyar mera saccha hai ek din dikhaunga maut mohlat na de to naraz mat hona.