Hasta huya dekh

Hasta huya dekh
Hasta huya dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain..
  

Jan, 27 2012     129 chars (1 sms)     1131 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Har Ek Chehray Ko Zakhmon Ka Aaina Na Keho Yeh Zindagi Tu Hai Rehmat Issay Saza Na Keho Na Jaanay Ko Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi Ho Who Saath choor Gaya Hai Tu Bewafa Na Keho
Taqdeer Ka Gham Dunya Mein Sitam Har Haal Mein Sehna Parta Hai Shiqwa Bhi Zuban Per Late Hain Khamosh Bhi Rehna Perta Hai
rok lo qadam jee bhar ke dekhlo hamara tumhara saath bas yahin tak tha manzil mile na mile ab hamari kismat ke zindagi ke saath safar bas yahin tak tha
zaalim tha voh aur zulm kii aadat bhi bahut thii majaboor the hum un se muhabbat bhi bahut thii
Pyaar hi na karna tha, toh dil lagaya kyun, chehre se itni nafrat thi, toh kafan hataya kyun.
tanhai mein rote hain wo, hothon pe tabassum hai to kya hua... zindagi jeete hain wo, har zahar peete hain to kya hua... aaj bhi apni parchhaiyon mein dhoondta hoon use... yaad to taaza hai hum maazi (past) hue to kya hua... :-)
Chahat par aitbar na raha,khushi kya h ye ehsas n raha,dekha he in ankho ne tute sapno ko,islie ab kisi ka intezar na raha..
samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta, aankhn mai aansuu laa bhi nahin sakta, tu saath chhodkar jaa rahi hai mera kasoor nahin tera, har shaksh mera saath nibha bhi nahin saktaa.......
Tumhe Ab Bhul Hi jaye To Acha HaiYeh Faslay aur B Bar Jaye To Acha Hai teri Chahatain Hum Ko Nahi Hasil To Ab Ghair He Bun jaye to acha.
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, akhir is dard ki dawa kya hai. Humko un ke wafa ki hai umeed, jo nahin jante wafa kya hai
Hamdam k liye ham dam se gaye, hamdam ki kasam na mila. Mar ham bhi gaye marham liye zakhmon ki kasam marham na mila…
Dariya wafaon ka kabi rukta nhi, mohabbat me insan jhukta nahi, hm chup hai kisi ki khushi k liye aur wo sochte h hmara dil dukhta nahi...