Kya hai DIL ki haalat bataana nahi aata,kisi ko aise tadpana nahi aata,sunna chahte hai 1 baar fir aawaz unki,magar baat karne ka bahaana bhi nahi aata
ek ke baad ek aazmate rahe humko kabhi sapne to kabhi apne rulate rahe humko ek wo hi the jinhe ruthna na aata tha barso gujar gaye aur hum manate rahe unk
jo rista kayam hai wo hum nibhayenge nigaho se dur rahkar bhi aapko chahenge pata nahi aapne kiske saath ghar basaaya par hum aapka naam lete lete mar jaayenge