Naam naa lo

Naam naa lo
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
  

Jan, 28 2012     134 chars (1 sms)     1063 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dosti Ko Bhulana Fitrat Nahi Hamari, Aap Se Dur Rehna Majburi Hain Hamari, Jeene Ke Liye Sirf Saans Kafi Nahi, Apka Hona Bhi Zarurat Hain Hamari.....
Bhul Nahi Pate Na Jane Aap me Kya Bat Hai,Kalse Bhi Tanha Aaj ki Rat Hai,Kal Aur Aaj Me Fark Bas Itna Hai,Kal Aap Pas The Aaj Yado Ka Sath Hai
Wakt Nay Sari Kahani hi Badal Dali.. Pyar Ka Naam Jo Aata Hai to Dar Lagta Hai.. Zakham kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko.. AB koi haath milata hai to Dar lagta hai.....
Maine Kal Jub Us SE Pucha Ki, Kya Dhoop Me Barish Hoti Hai? Sun Kar Wo Hasne Lagi Aur Haste-2 Rone Lagi, Aur Dhoop ME Barish Hone Lagi
Mana Ki Tum Jite Ho Zamane K Liye 1Bar Ji K To Dekho Hamare Liye Dil Ki Kya Aukaat Apke Samne Hum To Jaan B De Denge Aapko Pane K Liye.
paane se khone ka maza or he,band aankho se rone ka maza or he,aansu bane lafz or lafz bane gzal,to us gzal me apke hone ka maza kuch or.
Faasle Bahut Hain,Par Itna Maan Lijiye,Karib Rahkar Bhi Har Koi Khaas Nahin Hota,Aap Khayalon Me Itne Karib Hain Ki Faaslon Ka Ehsaas Hi Nahin Hota
Intezaar us din ka hoga jis din aapko hamari chahat pe naaz hoga, Dil me hum apke honge aur hontho par naam sirf hamara hoga.
Rango Mein Ghuli Ladki Kya Laal Gulabi Hai Jo Dekhta Hai Kehta Hai Kya Maal Gulabi Hai Pichle Baras Tune Jo Bhigoya Tha Holi Mein Ab Tak Nishani Ka Woh Rumaal Gulabi Hai
Khuda ek baar Use Mera Bana De,Kitna Chahta Hun Zara Use Bata De,Har Pal Dehkta hun Sapne Usi K,Na Jaagun Mujhe Aisi Neend Sula De..
Mohabat ki hr gali gumnam kyu h,Judai aur Maut ishq ka anjam kyu h,Log kehte h ise nam khuda ka,To fir ye mohbbat itni badnam kyu Hai
Mere bina wo tanha ho jaaye-Jaise manzil ke bina zindgi bewafa ho jaaye-Khuda aisa mazaak kare-Meri maut k baad unhe mujhse pyarho jaye......