Bite pal wapas la nai sakte, Sukhe fool wapas khila nai sakte, Kabhi kabhi lagta hai aap hame bhul gaye, Par dil kehta hai Ke aap hame bhula nahi sakte.
main akela kaha tera wajood ka saya sath hai.jawan raat mein chand chandni ke sath hai.Duriya kaha dur kar pati hai hume. sapno mein hi sahi tere hathon mein haath hai.