Kuch pal ki

Kuch pal ki
Kuch pal ki khushi apke sath me thi,aisi koi lakeer hamare hath me thi,dur rehkar b apko yaad karte hai hum,koi bahut pyari si baat humari mulakat me thi.
  

Jan, 30 2012     154 chars (1 sms)     5287 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mujh se har bar woh apni nazrien chura laita hay..may ne kaghaz par bhi bana kar dekhy hay ankhien
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Woh Ek Lafz Ki Khushboo Na Rakh Sake Mehfooz Hum Unke Haath Sari Kitaab Kya Dete
Tham lay jo tu hath mera to sab sanwar jaye Thukra day jo mujhay tu to sab bikhar jaye Kehta hun tujhay ab kar lay tu bhe iqrar Kahin ye pagal teray iqrar say pehlay na guzar jaye
Bahut kam hote hai log aise,jinhe sachi cahat ki pehchan hoti hai, kisie par mar mitne se pehle soch lena dost,gavane k liye sirf ek hi jaan hoti hai.
Tez Dhadkanoon Ko Sunkar Bhi Tumhe Pyar Ki Khabar Nahi Hoti.... Kya Mehsoos Karoge Tum Dil Ka Dard, Dil Ke Tutne Ki To Awaaz Bhi Nahi Hoti....
Bin tere jab bhi raat hoti hai,Deewaron se hi baat hoti hai... Sannata puchhta hai sawaal humse, Tere Naam se hi to shuruaat hoti hai…
Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy Barish K Ktre Jo Tere Honton Pe Gire Un Katron Ko Apne Honton Se Uthana Hy
Tmanna hai ki unko najdik se dkhein Njdk ho 2 nazar uthayi nhi jati.. Ye ishq ki aag hi aisi hi Lag jati hi lgayi nhi jti
Chand taaro ka noor tujh par barse, har koi teri chahat ko tarse Teri zindagi me aaye itni khusiyan, ki tu ek gham paane ko tarse.
KASAMSE TUJE KABHI BHULA NA PAYENGE HUMMAR JAYENGE LEKIN TUJE RULA NA PAYENGE HUMRAKHA HE DILKI US JAGAH PE TUJE KAB KISI or KO VAHA BITHA NA PAYENGE HUM.
Khusbu bankar apke pas bikhar jaenge.Sukun bankar dil me utar jaenge.Jara mehsus to kijiye dur hote hue bhi hum apke pas najar ayenge..