Kisi Mod Par Hum Aapko Khone Nahi Denge, Juda Hona Chaho To Bhi Hone Naho Denge. Chandani Rato Me Aayegi Meri Yaad, Meri Yaad Ke Woh Pal Aapko Sone Nahi Denge...
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahin, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahin, kismat ne sab kuchh diya hamen, sirf diya hamara woh yaar nahin.