Khyal tha ki

Khyal tha ki
Khyal tha ki hum tujhe razdan bana lete Magar ye log nayi dastan bana lete Tu ek baar muhabbat se dekh leta to hum Zamin khud ko tujhe aasman bana lete
  

Jan, 31 2012     151 chars (1 sms)     993 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ulfat main khaaye zakham jab say, Chaine se nahi reh paata hoon main, Aaj bhi apne me bahut, Teri kami paata hoon main.
Teri Surat Nigaho Me Basti Rahe Ishq Tera Sataye To Mai Kya Karu Gar Khuda Ruth Jaye To Sajde Karu Par Sanam Ruth Jaye To Mai Kya Karu
Hum unhe apna banana ki baat karte hai.woh hai ke zamane ki baaat karte hai. Hum kyu na ho unki sadgi pe fida ,hume yu behlane ki baat karte hai.log chand taro ki baat karte hai to kare,hum to unhe har pal chahne ki baat karte hai.
Tu awaaz de main chala aaoonga Tu saaj de main chala aaonga Kya kahoon fitrat kya hai is dil ki Tu saans le main chala aaoonga
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Hansi-Hansi Me Kitno Ko Hasa Diya, Hasi-Hasi Me Kitne Gamo Ko Chhupa Liya, Hskar Gya Koi Hmpar Is Kadr, K Umr bhr K Liye Hme Hsna Bhula Diya
Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
CHAMAN ko CHAMAN ki baharo ne luta,SAHIL ko KISHTI ke kinaro ne luta,AAP to ek hi kasam se dar gaye HUMEto AAPki kasam deke hajaro ne luta.
Meri aanko me aansu ki tarah basnewale. Bhigi palko se mai tera didar karta hu. Tujhe pana to 1 khwab he. Ye jaan k b tujhse pyar karta hu.
Teri khwaabon mein guzarti hain raaten Teri yaadoin mein kattei hain shaam Aye dost tera diya hua gulab Nahi ho sakta kabhi koi aam.
Aankhen thak gayi meri Uske intezar me; Waqt ne loota hume Bhare bazaar me; kyon nahin aayi wo Milne humse; Hum me kami thi, Ya humare pyar me.....
Bas kya yahi tak tha saath hamara intejar hi karte rahe hum tumhara, kab hogi is kambakht dil me roshni aur kab hoga pyaar ka izihaar tumhara.