Chand utra tha

Chand utra tha
Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron sekya gila kare, jab chand hi hamra na hua
  

Jan, 31 2012     119 chars (1 sms)     1095 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Diwane hai ham tujhe bhi bana denge,Dil me teri pyar ki shama jala denge.Raho chahe jitne bhi pathar dil banke aap,par Yado Se apni tumko bhi rula denge..
Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi.
Mahaj gulab mohabbat ka pegam nahi hota.yuhi kisi par aitbar nahi hota.pyaar to hota he man ki nirmal bhavna se.varna yuhi Radha-krishna ka naam nahi hota.
Teri nindo me rahu tere khwabo me rahu,chahta hu me tere pyarki bahon me rahu,mujhko b apni mhbt ki bahare dede,me b khushbu ki tarah bs tri sanso me rahu
Tmanna hai ki unko najdik se dkhein Njdk ho 2 nazar uthayi nhi jati.. Ye ishq ki aag hi aisi hi Lag jati hi lgayi nhi jti
Yu hi milna bichadna to taqdir hamari h,kal wo gaye the aj hamari bari h,na bhul payenge tumko umr bhar,zindgi ki ek umar apke sath gujari h
Hum jaise dost nahi sabhi ke liye, ye tohfa hai kisi- kisi liye, Kyun jala rakhi hai shamma buza dijiye, Kya hum kam hai roshni ke liye ..
Kaash hum yun rahe aapki ankho mai, k aapki nazar ko bhi khabar naho, mujhe bhoolne ki aap agar dua karo, to us dua mai bhi asar na ho.
Is Dil me aa saka na koi Is dil ko chura na saka koi Kasoor is main kisi ka nahi Aap jesi jagha is Dil main bana saka na koi
Un Se Bichar Ke Jeena Bhi Mumkin Nahin Aisi Ajeeb Qismat Hai Meri Un Ko Apnana Bhi Mumkin Nahin
Unki galiyon se gujarna ab aadat si ho gayi hai Unhe har pal chahne ek chahat si ho gayi hai Kisi pe marne wale ham na the Par har pal unpe marna ibadat si ho gayi hai
Tanhai ka ye aalam hai ki roneka dil karta haiRo kar thak jaye to marne ko dil karta hai Mar bhi jaye kese aap k liye jine ko dil karta he