Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,. Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,. Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,. Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............
HASEEN paln ko phir se aabad kar rahe the,aasman se apki bat kar rahe the,dil ko bada sukun hua jankar,jab hawao ne kaha aap bhi hame bhut yaad kar rahe the..