Najron ko chhipa

Najron ko chhipa
Najron ko chhipa ke rakhna, kaatil hai teri nazar; Ek ko to maar diya tumne, karogi kitnon ko ghayal!! Ghayal karaana Ankhon ki adat nahi hoti hai Ghayal hone walon ki Neeyat kharab hoti hai
  

Jan, 31 2012     190 chars (2 sms)     1047 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bahon main lelo muj ko k tanha hon main... Dharkan main basalo muj ko k Tanha hon main... Tum nahi to jahan main kuch b nahi... Muj main samaa jao k tanha hoon main........
Roj Banta Hai Muqkdar Mera,Roj Koi Tamanna Puri Hoti Hai,Kabhi Ye Dost Tumbhi Dil Laga Kar Dekho,Tanhaiyo Me Har Khawaishe Puri Hoti Hai.
Lamha-Lamha Karke Zindagi Banayi; Zindagi-Mohabbat Me Simat Aayi; Mohabbat Thi To Tanhai Na Thi, Varna Kaise Door Hoti Ye Tanhai…
Na Door Rehne Se Rishte Tut Jaate Hai,Na Paas Rehne Se Jud Jaate Hai,Ye To Ehsaas Ka Pakka Bandhan Hai,Is Liye Aap Hame, Aur Hum Aapko Yaad Aate Hai..
Zindagi mein sada muskurate raho Muskurana zindagi ki jarurat hai Zindagi jiyo is andaz mein ke tumhe dekhkar lage zindagi kitni khoobsurat hai !
dil ke ek kone se aawaz aati hai hume har pal teri yaad aati hai dil puchhta hai bar-bar humsejinhe hum yaad karte hai kya unhe bhi meri yaad aati hai
Pane se khone ka maza aur hai, Band ankho se dekne ka maza aur hai,asu bane lafz aur lafz gazal, teri yadon ke sath JINE KA MAZA KUCH aur hai.
Dilo ki Daastan UNHE kahan Kabool thi, Meri Wafayen UNKE liye Fizool thi, Koi Aas nahi lekin Itna to bta Do, Maine Chaha AAPKO,Kya bas Yehi Meri Bhool thi.
Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
Bhoolein Na Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gham Hai PaL Bhar Ka Tum Agar Sath De Do
Dard na ho jisme wo geet kya hai,Ruth na jaye kabi wo meet kya hai.Is Jahan ki ye anokhi reet hai par,Jo adhuri na rahe wo preet kya hai.........
Na jaane kyo abhi ek ansu aankh se chalka dil ko shayad tumhari yaad aayi Chahat he itni tum se milne ki,hanste hue b aankhe bhar aayi