Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney, Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney, Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main, Ye ghar pe baitha larrki ka baap kiya jaaney
Phone na kia karo DEAR Mama hoti hain NEAR Papa se lagta hai FEAR Bat nahi hoti CLEAR Dewaro k b hote hain EAR Isliye SMS karo DEAR no FEAR n everything CLEAR
Chinto aur Banto Zidd kar rahe the k Mokeyi dekhna hai, Mai ne Tumhare Ghar ka address bata dia hai Wo agar aayein to 2,3 JUMP maar dena Bache hain Khush ho jainge.
Ab tak meri life ek khuli bottle thi, Jisme se sab perfume ki tarha udd jata tha. Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya. Bhagwan kare aap jaisa DHAKKAN sabko mile!!!